Hindi Movie Force Lyrics
Khwabon Khwabon
Chahoon Bhi
Dum Hai To Aaja
Main Chali
Dil Ki Hai Tamanna
Khwabon Khwabon--
Omaha ziya..
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Omaha ziya..
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Khwabon Khwabon
Jaage soye
Khoye khoye
Hum hai jaise yahan
Raho raho
Dundle dundle
Halke halke
Hosh ke hai nishan
Omaha ziya..
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Omaha ziya..
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Tum hum safar ho toh
Raste sab hai sehar
Har mod par milte
Sapno ke hai mehal
Pighle tan mann hai
Sanson mein han nasha
Tum hum safar ho toh
Sab hai jaise haseen
Chand se zyada hai
Jagmagati zameen
Pyaar mein dhoobi si
Lagti hai har disha..
Khwabon Khwabon
Jaage soye
Khoye khoye
Hum hai jaise yahan
Raho raho
Dundle dundle
Halke halke
Hosh ke hai nishan
Kya karoon mein bayan
Ladkhadaye zabaan
Hum jo aise mil gaye hai
Ab iraade hi naye hai
Tum hi kaho
Kaise na ho
Dil mein mere
Yeh..hulchul
Hum toh jaise hai deewane
Dil ki saari baatein maane
Tum ho jahan
Main hoon wahan
Dono hue hai pagal
Kum na ho deewangi apni
Guzre yuhin zindagi apni
Dil jo batayenge
Hum kehte jayenge..
Ha…
Khwabon Khwabon
Jaage soye
Khoye khoye
Hum hai jaise yahan
Raho raho
Dundle dundle
Halke halke
Hosh ke hai nishan
Omaha ziya
Wahi yala
Wahi yala
Omaha ziya
Wahi yala
Wahi yala
Ziya newa sahiya
Pyaar ke joh raaste hai
Apne hi toh waaste hai
Tum bhi chalo
Main bhi chaloon
Chalte rahe..hum pal pal
Palkon palkon khwaab leke
Ik dile betaab leke
Hum joh chale
Chaane lage
Geeton ke..yeh baadal
Gunje hai joh geet surile
Mann joh iinki madira peele
Hum bheke jayenge
Hum kehte jayenge
Ha..
Khwabon Khwabon
Jaage soye
Khoye khoye
Hum hai jaise yahan
Raho raho
Dundle dundle
Halke halke
Hosh ke hai nishan
Tum hum safar ho toh
Raste sab hai sehar
Har mod par milte
Sapno ke hai mehal
Pighle tan mann hai
Sanson mein han nasha
Tum hum safar ho toh
Sab hai jaise haseen
Chand se zyada hai
Jagmagati zameen
Pyaar mein dhoobi si
Lagti hai har disha..
Ab har disha..
Oo..owo… yeyiyeyo
Yeyiyeyo aa..ye..ho..
Chahoon Bhi-
Chahoon bhi
Toh main kaise kahoon
Saari joh baatein
Dil kehta hai
Lehar sapno ki
Kaise ginoon
Dariya behta hi rehta hai
Chahoon bhi
Toh main kaise kahoon
Saari joh baatein
Dil kehta hai
Lehar sapno ki
Kaise ginoon
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai
Kya yeh suno
Meri khamoshiyaan
Raat se hai lambi kahin
Dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon..
Chahoon bhi
Toh main kaise kahoon
Saari joh baatein
Dil kehta hai
Lehar sapno ki
Kaise ginoon
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai
Kya yeh suno
Meri khamoshiyaan
Raat se hai lambi kahin
Dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon..
Kaise kahoon..
ha..ha..
Tumse mujhe yeh kehna tha
Woh kehna tha hum dum
Ho saamne toh kya kahoon
Kya kehna tha hum dum
kaise yeh..jazbaat hai
Iss dil mein toh..
Din raat hai
Hothoon pe kyun
Aane se yeh sharmaate hai
Ankhoon mein kyun
Yeh har ghadi aa jate hai
Chahoon bhi
Toh main kaise kahoon
Saari joh baatein
Dil kehta hai
Lehar sapno ki
Kaise ginoon
Dariya behta hi rehta hai
Aa..ahan..aa ahan..
Aa..ahan..aa ahan..
Hum kyun kahein
Joh ankahai
Ek baat hai janam
Dhadkan kahe
Dhadkan sune
Woh raat hai janam
Dil bole bin..
Hai bolta
Sab raaz hai..
Yeh kholta
Jab khwaab hai
Jazbaat hai
Ehsaas hai..
Toh kehna kya
Toh sunana kya
Hum paas hai
Chahoon bhi
Toh main kaise kahoon
Saari joh baatein
Dil kehta hai
Lehar sapno ki
Kaise ginoon
Dariya behta hi rehta hai
Keh rahi hai
Kya yeh suno
Meri khamoshiyaan
Raat se hai lambi kahin
Dil ki yeh dastaan
Kaise kahoon..
Dum Hai To Aaja-
Main hoon toofani
Duniya ki rani
Main hoon toofani
Duniya ki rani
Tu kya rokega
Meri mann mani
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
Mujhse takraane
Hey dum hai toh aaja
Main hoon toofani
Duniya ki rani
Tu kya rokega
Meri mann mani
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
Mujhse takraane
Hey dum hai toh aaja
Jurm hai kya
Paap hai kya
Jaane de
Jite koi kaise yahan
Yeh dikhlaane de..
Kiski nighaaon ke
Halke se ishaare se
Duniya jhukti hai
Main hoon, woh main hoon
Maanle jo, kya hai tu
Tera joh ghamand hai
Saara main nikaaloon
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
Mujko haraane
Hey dum hai toh aaja
Khatoori ki parwah
Tu kar nahi
Marne se pehle tu
Darke marr nahi..
Jeena hai toh chunle
Kehti jaaon main sunle
Duniya jhukti hai..
Oye deewane
Tu na joh yeh maane
Lagta hai mujhko
Dushman jaane
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
ladhne ladhaane
Yeh yeh yeh
Dum hai toh aaja
Main hoon toofani
Duniya ki rani
Tu kya rokega
Meri mann mani
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
Mujhse takraane
Yeh..
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
Dum hai toh aaja
Mujhse takraane
Hey yeh yeh
Dum hai toh aaja
Main Chali-
Yeh roop aur yeh rangaat
Yeh chaal aur yeh nazakat
Kaisi hai yeh kayamat
Ab koi kya kahe
Yeh roop aur yeh rangaat
Yeh chaal aur yeh nazakat
Kaisi hai yeh kayamat
Ab koi kya kahe
Main chali
Toh jhoom uthi zindagi
Main chali
Toh jaag uthi roshni
Mausam naya
Nayi nayi hawayein hai
Mein hoon nayi
Nayi meri adaayein hai
Main chali
Toh jhoom uthi zindagi
Main chali
Toh jaag uthi roshni
Mausam naya
Nayi nayi hawayein hai
Mein hoon nayi
Nayi meri adaayein hai
Teri zulf ki ghatayein
Teri shokh si nighaayein
Kaisi hai yeh balayein
Ab koi kya kahe
Teri zulf ki ghatayein
Teri shokh si nighaayein
Kaisi hai yeh balayein
Ab koi kya kahe
Duniyaa badli hai
Mera andaaz na
Kyun badaale
Sab kuch toh hai
Badaal gaya..
Gunjaa hai joh
Geet naya
Toh saaz na
Kyun badaale
Mera bhi sur hai naya
Nayi nayi si hai
Meri raahein
Naya naya
Mera safar hai
Nayi nayi si hai
Meri chaaheein hai
Nayi nayi
Meri nazar hai
Nayi nayi
Meri nazar hai
Tere nain hai niraale
Madira ke jaise payale
Sambhle na dil sambhale
Ab koi kya kahe
Tere nain hai niraale
Madira ke jaise payale
Sambhle na dil sambhale
Ab koi kya kahe
Dil chahe keli
Kiska haar banaloon main
Chaand ho meri bindiyaa
Sagar ki saari lehrein
Aanchal mein sajaloon main
Jane kya chahe yeh jiya
Koi samjhe toh samjhe diwaani
Mujko hai parwah hai kya
Main jani toh bus itna hi jani
Dil dhoondhta hai raah kya
Oh..dil dhoondhta hai raah kya
Tu hai kaise rang layi
Kaisi tarang layi
Kaisi umaang layi
Ab koi kya kahe
Tu hai kaise rang layi
Kaisi tarang layi
Kaisi umaang layi
Ab koi kya kahe
Main chali
Toh jhoom uthi zindagi
Main chali
Toh jaag uthi roshni
Mausam naya
Nayi nayi hawayein hai
Mein hoon nayi
Nayi meri adaayein hai
Ho..ooo.ooo..
Ho..ooo.ooo..
Umm..umm.uumm
Umm..umm.uumm
Dil Ki Hai Tamanna-
Na tu bataye
Na main kahoon
Joh hai tere mere
Dil ki hai tamanna
Tere hai tamanna
Meri bane tu
Mujhko bhi hai
Bus tera banana
Jaan ke hum anjaan hai
Kaisi hai yeh kahani
Arey ho na kyun hairaani
Joh pyaas hai toh
Kyun pite nahi paani
Ho..
Na tu bataye
Na main kahoon
Joh hai tere mere
Dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna
teri main banu
Tujhko bhi hai
Bus mera banana
Jaan ke hum anjaan hai
Kaisi hai yeh kahani
Arey ho na kyun hairaani
Joh pyaas hai toh
Kyun pite nahi paani
Umm..
Mann jab mil gaye hai
Phir kyun yeh faasle hai
Paas aake bhi
Hum kuch door se hai
Kyun jijhke se hai dono
Kyun thithke se hai dono
Kya jaane hum kyun
Yun majboor se hai
Meri aankhon mein sitaare hai
Sharmile se ishaare hai
Inko zara toh dekho tum
Inko toh samjho
Kyun ho gayi ho sharmili
Jo hai baat dil ki rangeeli
Yeh sharam waram tum chodo
Humse toh kehdo
Joh dhadkan mein saanson mein
Ik raaz hai chupa
Aa duniya se kehde hum
Mere saath aa
Ho..oo..
Na tu bataye
Na main kahoon
Joh hai tere mere
Dil ki hai tamanna
Meri hai tamanna
teri main banu
Tujhko bhi hai
Bus mera banana
Jaan ke hum anjaan hai
Kaisi hai yeh kahani
Arey ho na kyun hairaani
Joh pyaas hai toh
Kyun pite nahi paani
Umm..
Jab do dilon ka kehna hai
Ab saath humko rehna hai
Jab dono dil dhadakte hai
Toh kya hai mushkil
Umm..
Bus itni si shikayat hai
Chup rehne ki joh aadat hai
Chodo kabhi toh kehdo
Jo kehta hai dil
Joh dhadkan mein saanson mein
Ik raaz hai chupa
Aa duniya se kehde hum
Mere saath aa
Ho..oo..
Na tu bataye
Na main kahoon
Joh hai tere mere
Dil ki hai tamanna
Tere hai tamanna
Meri bane tu
Mujhko bhi hai
Bus tera banana
Jaan ke hum anjaan hai
Kaisi hai yeh kahani
Arey ho na kyun hairaani
Joh pyaas hai toh
Kyun pite nahi paani
Ho..
Mann jab mil gaye hai
Phir kyun yeh faasle hai
Paas aake bhi
Hum kuch door se hai
Kyun jijhke se hai dono
Kyun thithke se hai dono
Kya jaane hum kyun
Yun majboor se hai
Hmm..hmm..hmm..
Hmm..hmm..hmm..